Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAashiq (1962)
HomeAashiq (1962)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aa aa aa aa aa aaa aa aa aa aa aa aa aa jhanan jhanjhanaa ke apni paayal chali main aaj mat poochho kahaan jhanan jhanjhanaa ke apni paayal chali main aaj mat poochho kahaan jhanan jhanjhanaa ke apni paayal chali main aaj mat poochho kahaan chham chham apni dagar chaloongi chham chham apni dagar chaloongi koi bhi roke main na rukungi main saagar ki chanchal nadiyaa bandh ke rahi naa bandh ke rahoongi jhanan jhanjhanaa ke apni paayal chali main aaj mat poochho kahaan jhanan jhanjhanaa ke apni paayal chali main aaj mat poochho kahaan apni umangon mein lehraaun apni umangon mein lehraaun geet kisi ke gaati jaaun dharti ko baahon mein bhar loon jhoom ke ambar pe chhaa jaaun jhanan jhanjhanaa ke apni paayal chali main aaj mat poochho kahaan jhanan jhanjhanaa ke apni paayal chali main aaj mat poochho kahaan raah mein kho kar main apne ko raah mein kho kar main apne ko khoj rahi hoon uss sapne ko taras gaye hain nain humaare jisko palkon mein rakhne ko jhanan jhanjhanaa
nasheeli raat hai saare charaag gul kar do khushi ki raat mein kya kaam hai jalne waalon kaa lo aayi milan ki raat suhaani raat lo aayi milan ki raat suhaani raat nainon se kisi ke nain mile haathon mein kisi ka haath lo aayi milan ki raat suhaani raat lo aayi milan ki raat suhaani raat dene ko mubarakbaad tumhe ye chandani dar par aa hi gayi honthon pe wafa ke geet liye ek chandr kiran sharma hi gayi jeevan mein kitne rang bhare ye mehndi waale haath lo aayi milan ki raat suhaani raat lo aayi milan ki raat suhaani raat nainon se kisi ke nain mile haathon mein kisi ka haath lo aayi milan ki raat suhaani raat duniyaa ne to kya kya nazar diya dulhan ko chamakta nazrana hum dil ka shagufa laye hain anmol hai ye to deewana kar lijiye qubool is dil ko bhi reh jaaegi apni baat lo aayi milan ki raat suhaani raat lo aayi milan ki raat suhaani raat nainon se kisi ke nain mile haathon mein kisi ka haath lo aayi milan ki raat suhaani raat lo aayi milan ki raat suhaani raat
main aashiq hoon bahaaron ka nazaaron ka fizaaon ka ishaaron kaa main aashiq hoon bahaaron ka nazaaron ka fizaaon ka ishaaron kaa main mastanaa musaafir hoon jawaan dharti ke anjaane kinaaron ka main aashiq hoon bahaaron kaa sadiyon se jag mein aata rahaa main naye rang jeevan mein laata rahaa main har ek desh mein nis naye bhesh mein main aashiq hoon bahaaron ka nazaaron ka fizaaon ka ishaaron kaa main mastaana musaafir hoon jawaan dharti ke anjaane kinaaron ka main aashiq hoon bahaaron kaa kabhi maine hans ke deepak jalaaye kabhi ban ke baadal aansoo bahaaye mera raasta pyaar ka raasta main aashiq hoon bahaaron ka nazaaron ka fizaaon ka ishaaron kaa main mastanaa musaafir hoon jawaan dharti ke anjaane kinaaron kaa main aashiq hoon bahaaron kaa chalaa gar safar ko koi besahaara to main ho liya sang liye ek taara gaata huaa dukh bhulaata huaa main aashiq hoon bahaaron ka nazaaron ka fizaaon ka ishaaron kaa main mastaana musaafir hoon jawaan dharti ke anjaane
mehtaab tera chehraa kiss khaab mein dekha tha aye husn e jahaan batlaa tu kaun main kaun hoon khaabon mein mile aksar ik raah chale milkar phir bhi hai yahin behtar matt poochh main kaun hoon mehtaab tera chehraa kyun ghiri ghata tu hi bata kyun hansi fizaa tu hi bata phool kyun khila tu hi bataaaaaaaaa kiss raah pe chalna hai kiss gaah pe rukna hai kiss kaam ko karna hai batlaab ke main kaun hoon mehtaab tera chehraa zindgi ko tu geet bana dil ke saaz pe jhoom ke gaa iss jahaan ko tu pyaar sikhaaaaaaaaaa mehtaab tera chehraa kiss khaab mein dekha tha aye husn e jahaan batlaa tu kaun main kaun hoon khaabon mein mile aksar ik raah chale milkar phir bhi yahin behtar matt poochh main kaun hoon mehtaab tera chehraa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa
o shamaa mujhe phoonk de main na main rahoon tu na tu rahe yahi ishq ka hai dastoor yahi ishq ka hai dastoor parwaane jaa hai ajab chalan yahaan jeete ji apnaa milan qismat ko nahin manzoor qismat ko nahin manzoor shaam se lekar roz sehar tak tere liye main har raat jali shaam se lekar roz sehar tak tere liye main har raat jali maine to haai ye bhi na jaanaa kab din doobaa kab raat dhali phir bhi hain milne se majboor phir bhi hain milne se majboor o shamaa mujhe phoonk de main na main rahoon tu na tu rahe yahi ishq ka hai dastoor yahi ishq ka hai dastoor patthar dil hain ye jagwaale jaane na koi mere dil ki jalan patthar dil hain ye jagwaale jaane na koi mere dil ki jalan jab se hai janami pyaar ki duniyaa tujhko hai meri mujhe teri lagan tujh bin ye duniyaa benoor tujh bin ye duniyaa benoor parwaane jaa hai ajab chalan yahaan jeete ji apnaa milan qismat ko nahin manzoor qismat ko nahin manzoor haai ri qismat andhi qismat dekh saki naa meri teri kushi haai ri
tum aaj mere sang hans lo tum aaj mere sang gaa lo tum aaj mere sang hans lo tum aaj mere sang gaa lo aur hanste gaate iss jeevan ki uljhi raah sanwaro tum aaj mere sang hans lo tum aaj mere sang gaa lo aur hanste gaate iss jeevan ki uljhi raah sanwaro tum aaj mere sang hans lo tum aaj mere sang gaa lo shaam ka suraj bindiya bankar sagar mein kho jaye shaam ka suraj bindiya bankar sagar mein kho jaye subah savere wo hi suraj aasha lekar aaye subah savere wo hi suraj aasha lekar aaye nayi umange nayi tarange aas ki jyot jalaye re aas ki jyot jalaye tum aaj mere sang hans lo tum aaj mere sang gaa lo tum aaj mere sang hans lo tum aaj mere sang gaa lo aur hanste gaate iss jeevan ki uljhi raah sanwaro tum aaj mere sang hans lo tum aaj mere sang gaa lo dukh mein jo gaaye malhaare wo insaan kehlaye dukh mein jo gaaye malhaare wo insaan kehlaye jaise bansi ke seene mein chhed hain phir bhi gaaye jaise bansi ke seene mein chhed hain phir bhi gaaye gaate gaate roye mayura
tum aaj mere sang hans lo tum aaj mere sang gaa lo tum aaj mere sang hans lo tum aaj mere sang gaa lo aur hanste gaate is jeevan ki uljhi raah sanwaaro tum aaj mere sang hans lo tum aaj mere sang gaa lo aur hanste gaate is jeevan ki uljhi raah sanwaaro tum aaj mere sang hans lo tum aaj mere sang gaa lo kaisa gum aur kaisi khushiyaan jeete ji ke mele kaisa gum aur kaisi khushiyaan jeete ji ke mele pyaar mein jis dum nikle aansu wo aansu albele pyaar mein jis dum nikle aansu wo aansu albele aansu peete peete jeena armaan gale lagaaye re armaan gale lagaaye tum aaj mere sang hans lo tum aaj mere sang gaa lo tum aaj mere sang hans lo tum aaj mere sang gaa lo aur hanste gaate is jeevan ki uljhi raah sanwaaro tum aaj mere sang hans lo tum aaj mere sang gaa lo
tum jo humaare meet na hote geet ye mere geet na hote hans ke jo tum ye rang na bharte khaab ye mere khaab na hote tum jo humaare tum jo na sunte kyun gaata main tum jo na sunte kyun gaata main bebas ghut ke reh jaata main tum jo humaare meet na hote geet ye mere geet na hote tum jo humaare ji karta hai ud kar aaoon ji karta hai ud kar aaoon saamne baithun aur doharaoon tum jo humaare meet na hote geet ye mere geet na hote hans ke jo tum ye rang na bharte khaab ye mere khaab na hote tum jo humaare
ye to kaho ye to kaho kaun ho tum kaun ho tum ye to kaho kaun ho tum kaun ho tum mujh se poochhe bina dil mein aane lage mujh se poochhe bina dil mein aane lage ye to kaho kaun ho tum kaun ho tum meethi nazron se bijli girane lage meethi nazron se bijli girane lage ye to kaho kaun ho tum kaun ho tum raat bhi nirali ye rut bhi nirali rang barsaaye umang matwaali pyaar bhari aankhon ne jaal hain bichhaye kaise koi dil ki karega rakhwaali kaise koi dil ki karega rakhwaali ye to kaho ye to kaho kaun ho tum kaun ho tum haaan haan meethi nazron se bijli girane lage meethi nazron se bijli girane lage ye to kaho kaun ho tum kaun ho tum mastiyon ke mele ye khoyi khoyi raatein aankhe kare aankhon se ras bhari baatein bhole bhaale hain wo magar dekhne mein mujh se kya chhupengi ye lootne ki ghaatein mujh se kya chhupengi ye lootne ki ghaatein ye to kaho ye to kaho kaun ho tum kaun ho tum haaan haan mujh se poochhe bina dil mein aane lage mujh se poochhe bina dil mein aane
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Jhanan Jhan Jhana Ke Apni Paayal Aashiq (1962) 04:50 13465
 
Poster of Aashiq (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Padmini
Duration : 04:50   Song Number : 13465   

Lo Aayi Milan Ki Raat Aashiq (1962) 04:44 36872
 
Poster of Aashiq (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 04:44   Song Number : 36872   

Main Aashiq Hoon Aashiq (1962) 04:48 20848
 
Poster of Aashiq (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Raag- 
Bhairavi
Duration : 04:48   Song Number : 20848   

Mehtaab Tera Chehraa Aashiq (1962) 03:32 11898
 
Poster of Aashiq (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Padmini, Raj Kapoor
Raag- 
Bhairavi
Duration : 03:32   Song Number : 11898   

O Shamaa Mujhe Aashiq (1962) 05:07 12605
 
Poster of Aashiq (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Padmini, Raj Kapoor
Raag- 
Bhairavi
Duration : 05:07   Song Number : 12605   

Tum Aaj Mere Sang Aashiq (1962) 03:29 12606
 
Poster of Aashiq (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 03:29   Song Number : 12606   

Tum Aaj Mere Sang Hans Lo (Sad Version) Aashiq (1962) 02:04 36946
 
Poster of Aashiq (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 02:04   Song Number : 36946   

Tum Jo Humaare Meet Aashiq (1962) 03:01 11984
 
Poster of Aashiq (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 03:01   Song Number : 11984   

Ye To Kaho Kaun Ho Aashiq (1962) 06:06 12607
 
Poster of Aashiq (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Padmini
Duration : 06:06   Song Number : 12607